IMAN WA AQIDAH (P-03)

_*●•●•●•●•●•Հлч/۹۲/۱۱•●•●•●•●•●*_
*☆★☆★ ησσгι gгσυρ☆★☆★*_
_*Tanzim-e-Ahle Sunnat,Champaran(Tahrik Rah-e-Sulook)*_                                           

        *☆IMAN WA AQIDAH☆*

Part-3

*CHAND AQAIDE-MUTALQA NABUWAT*

Musalmano ke lie jis tarah Zat wa Safate Ilahi ka janana zaruri hai, ke kisi zaruri ka inkar ya mohal ka asbab use kafir na karde,usi tarah Nabi ke bare me bhi janana zaruri hai ke kisi zaruri ka inkar ya mohal ka inqrar maojube kufr hai. Aur bahut mumkin hai ke aadmi nadani se khelafe aqidah rakhe ya khelaf baat zoban se nikale aur halak ho jai.

1)  Nabi us bashar ko kahte hai jise Allah ta'aala ne hedait ke lie wahi bheji ho aur Rasul bashar hi ke sath nahi balke malaika me bhi Rasul hai

2)  Ambeya sab bashar the,Hamare Aaqa Hazrat Muhammad Mustafa ﷺ Bashar the lekin aam ham jaise bashar nahi balke ahmul bashar hai

3)  Bahut se Nabio pr Allah ta'aala ne sahife aur aasmani kitabe utari unme se

              _Continue....._
🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀🥀
*🆖NOORI GROUP* _Join karne ke_
      _Liye Admin se Rabta kare..._
     *📱+91 7033921192📲*
     *📱+91 9504410598📲*
*💠2 Group's* { Male & Female }
🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹

Comments